Candlestick Patterns Roman Urdu Guide
Candlestick Patterns Kya Hote Hain?
---------------------------------------
Candlestick charts price ka movement dikhate hain ek waqt mein. Har candlestick batata hai:
- Open price
- Close price
- High price
- Low price
Green Candle: Jab price upar jata hai
Red Candle: Jab price neeche jata hai
---------------------------------------
Ahem Candlestick Patterns:
1) Doji
- Chhoti body, dono sides lambay wicks.
- Market ki confusion batata hai.
2) Engulfing Pattern
- Ek bara candle jo pehlay candle ko puri tarah cover kare.
- Bullish Engulfing: Market upar jayega
- Bearish Engulfing: Market neeche aasakta hai
3) Hammer
- Chhoti body, neeche lambi wick.
- Neeche support pe ho to reversal ka signal deta hai.
4) Shooting Star
- Chhoti body, upar lambi wick.
- Upar resistance pe ho to reversal ka signal deta hai.
5) Morning Star
- 3 candle pattern: Pehla bearish, beech me doji, teesra bullish.
- Neeche se market reversal.
6) Evening Star
- 3 candle pattern: Pehla bullish, beech me doji, teesra bearish.
- Upar se market reversal.
---------------------------------------
Tips:
- Candlestick pattern ko support/resistance ke sath dekhein.
- Kabhi bhi akela pattern dekh kar trade na karein.
- Hamesha demo account pe practice karein.
Happy Trading!