Interview Sentences
Learn English with Awal
www.youtube.com/TsMadaan
Hello,
Let us have a look at the sentences we learnt today.
S.No. Hindi English
1. Hello, main Vinay hu. Hello, I am Vinay.
2. Kya main aapka naam jaan sakta May I know your name?
hu?
3. Hello, Mera naam Vikram Shah Hello, my name is Vikram Shah.
hai.
4. Maaf karna, main aapka naam I am sorry, I didn’t catch your
sun nahi paya. name.
5. Aap mujhe Vik keh ke bula sakte You can call me Vik.
ho.
6. Aapse milkar achha laga. Nice to meet you.
7. Aapse milkar bhi achha laga. Nice to meet you, too.
8. Mujhe nahi lagta ki hum pehle mil I don’t think we have met before.
chuke hain.
9. Mujhe bhi nahi lagta ki hum pehle Even I don’t think so.
mile hain.
10. Apne baare mein mujhe batao. Tell me about yourself.
11. Main software engineer hu. I am a software engineer.
12. Main HCL mein receptionist hu. I am a receptionist at HCL.
13. Main Microsoft mein programmer I am a programmer at Microsoft.
hu.
14. Main IBM mein sales manager hu. I am a sales manager at IBM.
15. Main US ki ek IT company mein I work in a US based IT company
kaam karta hu jiska naam hai US called US Tech.
Tech.
16. Main ABC Textiles mein I work as a supervisor at ABC
supervisor ka kaam karta hu. Textiles.
17. Main iss company mein 2 saal se I have been working in this
kaam kar raha hu. company for two years.
18. Iss job se pehle, main Raja Prior to this job, I was working at
Exports mein accountant ka kaam Raja Exports as an accountant.
kar raha tha.
19. Mere paas software development I have three years of experience in
mein 3 saal ka experience hai. software development.
20. Maine abhi tak 20 projects par I have worked on 20 projects so far.
kaam kar chuka hu.
21. Mujhe sales mein 5 saal ka I have five years of experience in
experience hai. sales.
22. Maine hamesha apne targets I have always achieved my targets.
achieve kiye hain.
23. Pichle mahine, mujhe best Last month, I got an award for the
performance ka award mila tha. best performance.
24. Aapka office kahan hai? Where is your office?
25. Mera office Janakpuri mein hai. My office is in Janakpuri.
26. Mera office Noida ke sector 63 My office is in Sector 63, Noida.
mein hai.
27. Aap office kaise aate jaate ho? How do you go to the office?
28. Main bus mein office jaata hu. I go to the office by bus.
29. Main car drive kar ke office jaata I drive to the office.
hu.
30. Apne apni padhai kahan se ki hui Where have you studied?
hai?
31. Maine Agra mein apni schooling I have done my schooling in Agra.
ki hui hai.
32. Maine Banaras University se I have done my graduation in
computer science mein apni Computer Science from Banaras
graduation ki hui hai. University.
33. Maine Punjab University se I have done B.Tech from Punjab
B.Tech ki hui hai. University.
34. Main distance learning program I am doing B.Com through distance
se B.Com kar raha hu. learning program.
35. Main SMU ke distance learning I am doing M.Tech through SMU’s
program se M.Tech kar raha hu. distance learning program.
36. Maine apne batch mein top kiya I topped in my batch.
tha.
37. Mere graduation mein 90% aaye I scored 90% in my graduation.
the.
38. Maine 2008 mein apni graduation I completed my graduation in 2008,
poori ki, aur fir Delhi aa gaya. and then moved to Delhi.
39. Aap Delhi kyu aa gaye the? Why did you come to Delhi?
40. Main job dhundne ke liye Delhi I came to Delhi to look for a job.
aaya tha.
41. Kismat se, mujhe aasani se job mil Luckily, I found a job easily.
gayi.
42. Pehle, maine ek programmer ke Initially, I joined as a programmer,
taur pe join kiya tha, par 6 but I was promoted to a project
mahine baad, mujhe promote manager after six months.
karke project manager bana diya
gaya.
43. Meri strengths mein se ek yeh hai One of my strengths is that I am a
ki main bohot jaldi seekh leta hu. quick learner.
44. Main mehnat karne mein I believe in hard work.
vishwaas rakhta hu.
45. Main team-work mein vishwaas I believe in teamwork.
rakhta hu.
46. Meri hamesha apne manager ke I always get along with my manager
saath achhi banti hai. very well.
47. Meri weakness yeh hai ki kai baar My weakness is that sometimes I
jab main kaam mein busy hota forget to eat when I am busy with
hu, toh main khana bhul jata hu. work.
48. Mujhe apni health ki khaatir iss I need to work on this weakness for
weakness pe kaam karna hai. the sake of my health.
49. Aap job kyu change karna chahte Why do you want to change your
ho? job?
50. Aap apni maujuda job kyu Why do you want to quit your
chhodna chahte ho? current job?
51. Main kuch naya karna chahta hu. I want to do something new.
52. Main apni manager wali skills ko, I want to utilize my managerial
apni kabiliyat ko istemal karna skills.
chahta hu.
53. Meri maujuda company mein There are no opportunities for
growth ke liye koi opportunities growth in my current company.
nahi hain.
54. Meri maujuda company mein There are very limited
growth ke liye bohot seemit, opportunities for growth in my
bohot kam opportunities hain. current company.
55. Meri maujuda company mein There is nothing new to learn in my
naya seekhne ke liye kuch nahi current company.
hai.
56. Main vada karta hu ki main apna I promise that I will do my best.
best karunga.
57. Aap apne khaali samay mein kya What do you do in your free time?
karte ho?
58. Main cricket khelna pasand karta I like to play cricket because it is fun
hu kyuki isme maza bhi aata hai and also keeps the body fit.
aur body bhi fit rehti hai.
59. Main TV pe Discovery Channel I like to watch Discovery Channel
dekhna pasand karta hu kyuki isse on TV because it increases my
meri General Knowledge badti general knowledge.
hai.
60. Mujhe apne doston ke saath I like to hang out with my friends.
ghoomna phirna achha lagta hai.
61. Aapki family mein kaun kaun Who all are there in your family?
hain?
62. Meri family mein mummy, papa, I have a mother, a father and a
aur choti sister hai. younger sister.
63. Mere father bank mein kaam My father works in a Bank.
karte hain.
64. Mere parents Banaras mein rehte My parents live in Banaras and I
hain, aur main aksar unhe milne often visit them.
jata hu.
65. Salary ko le ke aapki kya What are your expectations
expectations hain? regarding salary?
66. Meri salary abhi salana 5 Lac hai, My current salary is 5 Lacs annually,
mujhe 15 se 20% badoty se and I will be happy with a raise of
khushi hogi. 15 to 20%.
67. Maafi chahta hu, par hum 10% se I am sorry, but we won’t be able to
upar ki badoty nahi de paayenge. offer more than 10% raise.
68. Theek hai, mujhe manzoor hai. Okay, that is fine with me.
69. Mere liye 10% ko maanna thoda It will be a little difficult for me to
mushkil ho jaayega. agree to 10% raise.
70. Dekho agar aap 12% kar sako toh. See if you can make it 12%.
71. Theek hai. Done!
72. Aapko interview ke ek aur round You might have to come for
ke liye aana pad sakta hai. another round of interview.
73. Mujhe interview ke ek aur round I will be happy to come for another
ke liye aane pe khushi hogi. round of interview.
74. Main kab tak aapki taraf se call By when can I expect a call from
aane ki umeed kar sakta hu? your side?
75. Aapko kal shaam tak hamari taraf You will get a call from our side by
se call aa jayega. tomorrow evening.
76. Badiya, main call ka intezar Great! I look forward to the call.
karunga.
77. Badiya, main aapse dobara milne Great! I look forward to meeting
ka intezaar karunga. you again.
78. Aapka din achha rahe. Have a nice day!
79. Thank you, aur aapka bhi. Thank you, you too!
LIKE SHARE SUBSCRIBE
Follow Awal on:
Facebook: LearnEnglishWithAwal
Instagram: AwalCreations
Twitter: AwalCreations
www.youtube.com/TsMadaan