Doji Candlestick Pattern
Doji aik neutral candlestick pattern hai jo market mein confusion aur indecision show karta hai.
Is pattern mein open aur close price lagbhag barabar hoti hai, jiski wajah se body bohat chhoti ya
horizontal line jaisi hoti hai.
Key Features:
- Open aur close price almost equal
- Lambi upper ya lower wick ho sakti hai
- Small ya no body hoti hai
Context:
- Trend ke baad aaye tu possible reversal ka signal hota hai
- Market indecision ya pause ka indication deta hai
Trading Tip:
Doji ke baad agle din ki candle par depend karta hai ke market kis side jaayegi.
Confirmation candle ka intezar zaroori hota hai.